Shayari dil ki juban hai | Shayari Lover
Aisa nahi ki jindagi ne mujhe kuch diya nahi !
Magar
Lene ka fasla , sirf chand minton ka rakha !!
ऐसा नहीं कि जिंदगी ने मुझे कुछ दिया नहीं !
मगर
लेने में फासला , सिर्फ चंद मिनटों का रखा !!
Meri shayari ka shok rakhne walon !
mujhe kabhi aadat na bana lena ,
main wo ek lehar hun ,
jo thehr jaane ki chahat nahi rakhta !!
मेरी शायरी का शौक रखने वालों
मुझे कभी आदत न बना लेना
मैं वो एक लहर हूँ
जो ठहर जाने की चाहत नहीं रखता
No comments:
Post a Comment