Sunday, 29 June 2014

Ae mohbbat kyun bhool gayi tu | Shayari Lover

Ae mohbbat kyun bhool gayi tu | Shayari Lover

Ae mohbbat kyun bhool gayi tu mere ghar ka pata ?

Kya tujhe yaad nahi raha naam mere shhr ka !!

Mera dil dekhta raha rah teri barson tak !

Ab to bhar chuka hai paimana mere sabar ka !!

Ae mohbbat kyun bhool gayi tu mere ghar ka pata ?

Sun ae ishk , Ab to main chala iss jhan se !

Nahi hota ab mujse intzar puar ke sehr ka !!

Ae mohbbat kyun bhool gayi tu mere ghar ka pata ?

Aaunga vapas iss dunia mein laut kar main jald hi !

Tu bhi yaad karke rakhna naam pata, mere ghar or shhr ka !!

Ae mohbbat kyun bhool gayi tu mere ghar ka pata ?

Also Read : Hindi Shayari | Bewafa shayari | Shayari For Her

ऐ मोहब्बत क्यों भूल गई पता तू मेरे घर का ?

क्या तुझे याद भी नहीं रहा नाम मेरे शहर का !

मेरा दिल देखता रहा तेरी राह बरसों तक !

अब तो भर चुका है पैमाना मेरे सबर का !!

ऐ मोहब्बत क्यों भूल गई पता तू मेरे घर का ?

सुन ऐ इश्क, अब तो मैं चली इस जहान से!

नहीं होता अब मुझसे इंतज़ार प्यार के सहर का !!

ऐ मोहब्बत क्यों भूल गई पता तू मेरे घर का?

आऊँगी वापस इस दुनिया में लौट कर मैं जल्द ही !

तू भी याद करके रखना नाम पता,मेरे घर और शहर का !!

ऐ मोहब्बत क्यों भूल गई पता तू मेरे घर का?

Connect us on : Facebook | Google | Twitter | Vkontakte

Sunday, 22 June 2014

Akelapan drata hai himmat haar jaun kya | Shayari Lover

Akelapan drata hai himmat haar jaun kya | Shayari Lover

अकेलापन डराता है

अकेलापन डराता है तो, हिम्मत हार जाऊं क्या?

किसी का साथ पाने को मैं हद से पार जाऊं क्या?

ज़रा सा मुस्कुरा, आँखों में मेरी ख़्वाब ही रख दे

तेरी महफ़िल से ख़ाली लौट कर बेकार जाऊं क्या?

सियासत खींच लेगी खाल ख़ुद्दारी की, लाज़िम है

झुका कर सर मैं फिर सरे बाज़ार जाऊं क्या?

अकेलापन डराता है तो, हिम्मत हार जाऊं क्या?

SEE : हाथ पकड़ ले अब भी तेरा हो सकता हूँ मैं

तेरा क़द सिर्फ़ है पैसा, मेरा क़द सिर्फ़ ख़ुद्दारी

मैं अपने वास्ते हक़ दूसरों का मार जाऊं क्या?

तुम्हें तुमसे जुदा कर दूँ तो मेरा हाल समझोगे

तुम्हारे दरमियाँ रख कर कोई दीवार जाऊं क्या?

अकेलापन डराता है तो, हिम्मत हार जाऊं क्या?

Read : जीत लेता मैं ये दुनिया सारी अगर तुम साथ होती

Sunday, 15 June 2014

Khula rakh dil ke darwazon ko | Shayari Lover

Khula rakh dil ke darwazon ko | Shayari Lover

Khula rakh dil ke darwazon ko

Khula rakh dil ke darwazon ko !

Udne de jehan ke parwazon ki !!

Jisse kisi ka fayda na ho !

chodiye aisi rasmo rivajo ko !!

Kisi or ki sun na sun par !

sun jarur antar ki aawazon ko !!

Kon rok paya hai aaj talk !

aasma se girti hui gazzon ko !!

Khula rakh dil ke darwazon ko !

Udne de jehan ke parwazon ki !!

Unpe kya guzrati hai pucha kya !

aapne kabhi bajte hue sajon se !!

Khusi ho ya ho gam aapko , aap !

aap chodna na apne kam kajon ko !!

Jo samaz , samaz ko khane lage hai !

badalna hota hai aise samzon ko !!

Jo siyane ho bure waqt se pehle !

wo tyag dete hai takhton tajon ko !!

Khula rakh dil ke darwazon ko !

Udne de jehan ke parwazon ki !!

Wednesday, 11 June 2014

Maloom na tha mujhe yaron | Shayari Lover

Maloom na tha mujhe yaron | Shayari Lover

Tum se door reh ke tadapna hoga maloom na tha !

gili lakdi sa sulgna hoga maloom na tha !!

Jo lagaya tha pyar ka fool use khud hme !

Apne hathon se hi masalna hoga maloom na tha !!

Jagaye the kabhi jo humne milkar dilon me un !

armano ko khud kuchlna hoga maloom na tha !!

Teri umeed me bankar fakeer hume sare jhan me !

ta umar idhar udhar bhatkna hoga , maloom na tha !!

Socha tha hansi khushi nikal jaegi sari umar !

Ek din sooli par latkna hoga , maloom na tha !!

Jise pakad hathkheliyan karte the sara sara din !

Us daman ko hi jhatkna hoga , maloom na tha !!

Wo waqt jo tere sath guzara tha kab ka gaya !

use sambhal sambhal pakadna hoga , maloom na tha !!

Pyar hua ikrar bhi hua , milan na ho paya !

Jindagi bhar hme yun hi chlna hoga , maloom na tha !!

Also See : Aaj hakikat hai to kal koi khwab sajaega 

तुम से दूर रहके तडपना होगा मालूम न ।

गीली लकडी सा सुलगना होगा मालूम न था ।।

जो लगाया था प्यार का फूल उसे खुद हमें ।

अपने हाथों से ही मसलना होगा मालूम न था ।।

जगाये थे कभी जो हमने मिलकर दिलों में उन ।

अरमांनों को खुद कुचलना होगा मालूम न था ।।

तेरी तलाश में बन कर फकीर हमें सारे जहाँ में ।

ताउम्र इधर उधर भटकना होगा मालूम न था ।।

सोचा था हंसी खुशी निकल जायेगी सारी उम्र ।

इक दिन सूली पे लटकना होगा मालूम न था ।।

जिसे पकड हठखेलियां करते थे सारा सारा दिन ।

उस दामन को ही झटकना होगा मालूम न था ।।

वो वक़्त जो तेरे साथ गुजारा था कब का गया ।

उसे संभाल संभाल पकडना होगा मालूम न था ।।

प्यार हुआ इकरार भी हुआ मिलन न हो पाया ।

ज़िंदगी भर हमें यूं ही चलना होगा मालूम न था ।।

Sunday, 8 June 2014

Mohbat ki hai maine teri yadon se | Shayari Lover

Mohbat ki hai maine teri yadon se | Shayari Lover

Mohbat ki hai maine

Teri Sadagi se mohbat ki hai maine !

Tere ehsas se Mohbat ki hai maine !!

Tu mere pas nahi fir bhi ,

Teri yadon se mohbat ki hai maine !!

तेरी सादगी से मोहब्बत की है मैंने !

तेरे एहसास से मोहब्बत की है मैंने !!

तू मेरे पास नहीं फिर भी !

तेरी यादों से मोहब्बत की है मैंने !!

Also See : Khich lati hai mujhe mohbbat uski

Tune Mujhe Yaad kiya jis lehme me !

Uss lehme se mohbat ki hai maine !!

Jo mehakte hai , teri mohbat me !

Un jajbaton se mohbbat ki hai maine !!

तूने मुझे याद किया जिस लम्हे में

उस लम्हे से मोहब्बत की है मैंने

जो महकते है तेरी मोहब्बत में

उन जज्बातों से मोहब्बत की है मैंने

See : Best Love And Romantic Quotes

Jisme Sirf teri aur meri batein ho !

Us bhar se mohbat ki hai maine !!

Mera tujhse milna ek khwab sa lagta hai !

Pal pal tere intzar se mohbat ki hai maine !!

जिसमे सिर्फ तेरी और मेरी बातें हो

उस बहार से मोहब्बत की है मैंने

मेरा तुझसे मिलना एक ख्वाब सा लगता है

पल पल तेरे इंतजार से मोहब्बत की है मैंने

Read : Love Shayari | Shayari For Her | Maa Shayari

Tujhe yakeen na ho lekin !

magr sirf tujhse mere yar… mohbat ki hai maine !!

तुझे यकीन हो न हो लेकिन

सिर्फ तुझसे मेरे यार … मोहब्बत की है मैंने

Connect Us On : Facebook Page | Twitter | Google Communities | Live Chat Session

Tuesday, 3 June 2014

Sunday, 1 June 2014

Chehre par apne muskan rakhta hun | Shayari Lover

Chehre par apne muskan rakhta hun | Shayari Lover

Tune tod diya jo dil mera ,  to kya hua ae sanam !
main dilwalon ki mehfil me , apna mukam rakhta hun !!
Bhale hi jmane me tere husn ke charche rehe honge , ae sanam !
juban par khuda , jameer me apne main iman rakhta hun !!
Tune jaane kitne dilon se khela hoga , ye khel dilon ka !
main kisi ek par mohbbat lutane ki , kwayad rakhta hun !!
Karke mohbbat , fir mita ke sharm o haya , libason ka utarna aam hua !
guzar nahi mujhe jismon ki , ab bhi ruh me utrne ki aamad rakhta hun !!
Main ishk me tuta jarur hun , magar mohbbat ab bhi karta hun !
viran hai jindagi , magar jeene ki chahat abhi baki rakhta hun !!
Mohbbat karke fir kyun koste hai ,  bewafaon ki bewafai ko !
main loota ke ishk me sab , chehre par apne muskan rakhta hun !!

Read : Best Love And Romantic Quotes