Main khamosh hun par ishka ye matlab nahi ki | Shayari Lover
Main khamosh hun ,
par ishka ye matlab nahi ki main bolta nahi !
tere hothon par bikhre hai mere alfaz dekh !!
mat soch , ki kya hoga , anjaam meri mohbbat ka !
tu bas mere ishk ka aagaz dekh !!
No comments:
Post a Comment