Maa le chal khuda ki dunia me | Shayari Lover
फुरसत के चंद लम्हे तुम्हारे साथ गुजार लूँ माँ !
मौत के देवता से तुम्हारी जिंदगी उधार लूँ माँ !!
मेरी बेहूदगियों ने छीन लीं तुमसे तुम्हारी साँसें !
थोड़ी सी मोहलत दो खुद को जरा सुधार लूँ माँ !!
हाथ पकड़कर मुझे भी ले चल खुदा की दुनिया में !
सोचता हूँ इस काम के लिए तुझे पुकार लूँ माँ !!
रो लेता हूँ तो रंगत आ जाती है रूह में मेरी !
तेरी तस्वीर से लिपटकर फिर यह खुमार लूँ माँ !!
बचपन की तरह जरा रगड़कर नहला दो !
अपनी रूह पर चढ़े मैलेपन को उतार लूँ माँ !!
Friday, 30 May 2014
Wednesday, 28 May 2014
Shayari dil ki juban hai | Shayari Lover

Aisa nahi ki jindagi ne mujhe kuch diya nahi !
Magar
Lene ka fasla , sirf chand minton ka rakha !!
ऐसा नहीं कि जिंदगी ने मुझे कुछ दिया नहीं !
मगर
लेने में फासला , सिर्फ चंद मिनटों का रखा !!
Meri shayari ka shok rakhne walon !
mujhe kabhi aadat na bana lena ,
main wo ek lehar hun ,
jo thehr jaane ki chahat nahi rakhta !!
मेरी शायरी का शौक रखने वालों
मुझे कभी आदत न बना लेना
मैं वो एक लहर हूँ
जो ठहर जाने की चाहत नहीं रखता

Thursday, 22 May 2014
Best Shayari for shayari lovers | Shayari Lover

Janta hun magar fir bhi , puchna chahta hun !
tum aaina dekh kar btana meri pasand kaisi hai !!
जानता हूँ मगर फिर भी …पूछना चाहता हूँ !
तुम आईना देख कर बताना मेरी पसंद कैसी है !!
kmal ka sakhs hai wo , jo khud ko mohbbat ka sagird kehta hai !
manjil ka pata nahi use , fir jaane kon se safar par nikla hai !!
कमाल का सख्स है वो , जो खुद को मोहबत का शागिर्द कहता है !
मंजिल का पता नहीं उसे , फिर जाने कौन से सफर पर निकला है !!

Wednesday, 21 May 2014
Maa ka maila pallu jab mere sir par ther ta tha | Shayari Lover

माँ का मैला पल्लू जब मेरे सिर पर ठहरता था !
मेरा पूरा वजूद तुलसी – चन्दन सा महकता था !!
खुरदुरे हाथों से बरसा आशीष ढाल बनकर रहा !
कुंडली का बुरा ग्रह मुझ तक आने से डरता था !!
चेहरे पर झुर्रियां आई और बालों में सफेदी रही !
माँ का दिव्य रूप प्रखर सूर्य सा चमकता था !!
जीवन की जंग में कामयाबी का राज यह है !
घर से जाते वक्त माँ के चरण स्पर्श करता था !!
आँखों ही आँखों में सारी बातें हो जाती थीं !
माँ बेटे को और बेटा माँ को खूब समझता था !!

Monday, 19 May 2014
kehte hai ki nari tadan ki adhikari hai | Shayari Lover

kehte hai ki nari tadan ki adhikari hai !
janma tum ko jisne wo bhi ek nari hai !!
Gaon ki pagdandi ho, ya sehr ka privesh !
har aur hi nari ka shoshan jari hai !!
Gairon ki baat kya karna doston !
apnon ke bich bhi khan surakshit nari hai !
Beti ho to sir baap ke jhuk jate hai !
dhehej ki kuch iss kadar faili mhamari hai !!

janmatum ko jisne wo bhi ek nari hai !!
Beta ghar ka chirag beti prae ghar ka raag !
bete beti ka ye antrdavndav ab bhi jari hai !!
Paap kisi ka dosh iske sir manda jata hai !
iss julam ko dekh bhi chup rehti dunia sari hai !!
Aane dete nahi bahar maa ki kohk se !
janam se pehle kar dete mrityu hmari hai !!

Beta hua to purash ka hi hai sara kmal !
ho gayi beti to ye maa ki jimedari hai !!
Bete ki chah me kuch yun gir jate hai log !
pehli ke hote karte dusre vivah ki tyari hai !!
Chain se jeene nahi dega ye samaz tujhe!
yadi ghar me baithi teri beti kuwari hai !!

Bete ko diye tymne ye mehal dumehle tumne !
beti ko mili sirf auro ki chakari hai !!
Aajadi ka sara sukh to mardon ke liye !
aurat ki dunia to bas ye chardivari hai !!
Ek sath khtm ho jaye yadi aurate sari !
to mit jaegi ye jo sristi tumhari hai !!

Loot rahi hai jo har aur laaj lalnaon ki !
samaj ke thekedaron banti tumhari bbhi jwabdari hai !!
Mahila divas manake ek pal ye bhi socho !
Kya nari sirf ek din ki adhikari hai ?

Sunday, 18 May 2014
Jindagi kis anjaam tu phuchane lagi hai | Shayari Lover

teri bewfai ab kyun raas aane lagi hai !
Jindagi kis anjaam tu phuchane lagi hai !!
Teri mohbbat ki hardam justaju maine kari !
kyun gair par pyar apna barsane lagi hai !!
Ek din tu bhi mujhe dhoondegi gulista mein !
alag bat hai ab tu kisi ko bhane lagi hai !!

Chaha tujhe the siddat se ruh me sama kar !
Kyun jism ka sath chod yun jaane lagi hai !!
Mujh par itna sitam kyun karti hai bta !
kis gunah ki sza ye tu dene lagi hai !!

Saturday, 17 May 2014
main tumhe kya de paunga | Shayari Lover

Kyun Chahati ho tum mujhe , main tumhe kya de paunga !
kisi hawa ke jhonke sath , kabhi main udd jaunga !!
Sir chiapne ko chat nahi , main tumhe kya de paunga !
kisi bhari barsat me , main pani ke sath beh jaunga !!
tanha hi main rehta hun , main ab sath kya de paunga !
tanhai me rehte -rehte , main kabhi tanha hi mar jaunga !!
ret ke kisi teele ki tarah , main tut kar bhikar jaunga !!
chahati ho tum khud se jyada , par tumhe chah na paunga !
chahat me hara khiladi hun , kabhi chaht na kar paunga !!
khaya hai dhokha maine kabhi , main ab aitbar na kar paunga !
ab hanste hanste dunia se , bin mohbbat ke hi guzar jaunga !!
Kyun Chahati ho tum mujhe , main tumhe kya de paunga !
kisi hawa ke jhonke sath , kabhi main udd jaunga !!
Sir chiapne ko chat nahi , main tumhe kya de paunga !
kisi bhari barsat me , main pani ke sath beh jaunga !!
tanha hi main rehta hun , main ab sath kya de paunga !
tanhai me rehte -rehte , main kabhi tanha hi mar jaunga !!
main tumhe kya de paunga …
khwabon ka hun mehal banata , main tumhe kya de paunga !ret ke kisi teele ki tarah , main tut kar bhikar jaunga !!
chahati ho tum khud se jyada , par tumhe chah na paunga !
chahat me hara khiladi hun , kabhi chaht na kar paunga !!
khaya hai dhokha maine kabhi , main ab aitbar na kar paunga !
ab hanste hanste dunia se , bin mohbbat ke hi guzar jaunga !!
Friday, 16 May 2014
Thursday, 15 May 2014
Koi deewana kehta hain koi | Shayari Lover

Main uska hun wo is ehsaas se inkaar karta hai !
Bhari mehfil mein bhi ruswaa har baar karta hai !!
yaki hai saari duniya ko khafa hai humse woh lekin !
Mujhe maaloom hai phir bhi mujhi se pyaar karta hai !!
Main jab bhi tez chalta hoon nazaare choot jate hain !
Koi jab roop gadhta hoon to saanche toot jate hain !!
Main rota hoon to aakar log kandha thap thapate hain !
Main hasta hoon to mujhse log aksar rooth jate hain !!

Wednesday, 14 May 2014
Haal ae dil shayari ke sath | Shayari Lover

Jiske liye likhta tha wo ruth chuka hai!
jis riste par ahankar tha , tut chuka hai !!
ab to jitna ho sakta hai khush rehta hun !
dil to dukhta hai lekin ab chup rehta hun !!

Tuesday, 13 May 2014
Pyar mein mar jaane ki rivayat aaj bhi hai | Shayari Lover

Pyar mein mar jaane ki rivayat aaj bhi hai !
unko wo pehle wali shikayat aaj bhi hai !!
choti choti baat par naraz ho jaane ki !
unki gandi gandi si wo aadat aaj bhi hai!!

Main khamosh hun par ishka ye matlab nahi ki | Shayari Lover

Main khamosh hun ,
par ishka ye matlab nahi ki main bolta nahi !
tere hothon par bikhre hai mere alfaz dekh !!
mat soch , ki kya hoga , anjaam meri mohbbat ka !
tu bas mere ishk ka aagaz dekh !!

Monday, 12 May 2014
Sunday, 11 May 2014
Saturday, 10 May 2014
Friday, 9 May 2014
Thursday, 8 May 2014
Tuesday, 6 May 2014
हाथ पकड़ ले अब भी तेरा हो सकता हूँ मैं
हाथ पकड़ ले अब भी तेरा हो सकता हूँ मैं
भीड़ बहुत है, इस मेले में खो सकता हूँ मैं

पीछे छूटे साथी मुझको याद आ जाते हैं
वरना दौड़ में सबसे आगे हो सकता हूँ मैं
वरना दौड़ में सबसे आगे हो सकता हूँ मैं
कब समझेंगे जिनकी ख़ातिर फूल बिछाता हूँ
इन रस्तों पर कांटे भी तो बो सकता हूँ मैं

इक छोटा-सा बच्चा मुझ में अब तक ज़िंदा है
छोटी छोटी बात पे अब भी रो सकता हूँ मैं
छोटी छोटी बात पे अब भी रो सकता हूँ मैं
सन्नाटे में दहशत हर पल गूँजा करती है
इस जंगल में चैन से कैसे सो सकता हूँ मैं
इस जंगल में चैन से कैसे सो सकता हूँ मैं
सोच-समझ कर चट्टानों से उलझा हूँ वरना
बहती गंगा में हाथों को धो सकता हूँ मैं
www.shayarilover.com publish your shayari here
First platform offers you membership and rights to post your shayari and share with your loved one

Subscribe to:
Posts (Atom)